HISAAB LYRICS – RAJ BARMAN

Hisaab Lyrics by Raj Barman is new released Hindi song in his voice, Siddharth Kasyap has made its tune. Hisaab song lyrics are written by Kumaar. Its video is released by Zee Music Company.

HISAAB LYRICS - RAJ BARMAN

Hisaab Song Detail:

Song – Hisaab
Singers – Raj Barman
Musicians – Siddharth Kasyap
Lyricists – Kumaar
Starring – Kashika Kapoor, Paras Arora
Label – Zee Music Company

Hisaab Lyrics

Kisi ka dil dukhaoge
To dard tum bhi paaoge
Kisi ka dil dukhaoge
To dard tum bhi paaoge

Kisi ko tum rulaoge
To aansu tum bhi paaoge
Na sifarish na ghuzarish
Na hi lihaaz karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Haan apna bana ke
Beghana kar dena
Beech safar mein
Anjana kar dena

Haan apna bana ke
Beghana kar dena
Beech safar mein
Anjana kar dena

Jee bhi na paaye kisi ke bina
Kyun itna zyada diwana kar dena
Kahan ki yeh sharafat hai
Jaane kaisi yeh aadat hai

Kahan ki yeh sharafat hai
Jaane kaisi yeh aadat hai
Kisi ko kar dena barbaad
Kisne di yeh ijazat hai
Chahe jitne kar lo parde
Yeh benakaab karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Kisi ka dil dukhaoge
To dard tum bhi paaoge
Na sifarish na ghuzarish
Na hi lihaaz karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai

Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka
Hisaab karta hai


Related Lyrics