SHAGUFTA DILI SONG with LYRICS from SATINDER SARTAAJ featuring Deana Uppal is his latest Punjabi track. Get to know the meaning of ‘Shagufta Dili Lyrics’ in Punjabi songwriting of Satinder Sartaaj.
Song Name: | Shagufta Dili (Punjabi) |
Singer(s): | Satinder Sartaaj |
Lyrics Writer(s): | Satinder Sartaaj |
Composer(s): | Beat Minister |
Video Director(s): | Amarpreet G S Chhabra |
Actor(s): | Satinder Sartaaj, Deana Uppal |
Music Publisher: | © 2019 Saga Music |
SATINDER SARTAAJ |SHAGUFTA DILI SONG | LYRICS | TRANSLATION
- Normal
- Translation
Shagufta Dili Tumhi Se Mili,
Ajab Kaifiyat Hai Nigaah Mein (X2),
Yo Mohabbatein, Janoon Wazzatein,
Khumari Hai Teri Panaah Mein,
Shagufta Dili Tumhi Se Mili,
Ajab Qaifiyat Hai Nigah Mein.
[Instrumental Break]
Bekhud-Mijaazi Se Waaqif Karaa Gaye,
Neembaaz Aankhon Se Ye Kya Sikha Gaye,
Bekhud-Mijazi Se Qaqif Karaa Gaye,
Neem-Baaz Aankhon Se Yeh Kya Sikha Gaye,
Naya Raabta, Huwe Laapata,
Ye Gumgashtagi Kaisi Raah Mein,
Naya Raabta, Huwe Laapata,
Yeh Gumgashtagi Kaisi Raah Mein.’
Shagufta Dili Tum Hi Se Milee,
Ajab Kaifiyat Hai Nigah Mein.
[Instrumentals Continue]
Kaise Tasneem Karein,
Rooh-E Masroor Ko,
Khush-Tar Adaaon Ne Poocha Ye Noor Ko,
Kaisey Tasneem Karein, Rooh-E Masrur Ko,
Khush-Tar Adaaon Ne Poocha Ye Noor Ko,
Khushaamad Salaam Ilteja Ehtaraam,
Kya Kya Karein Teri Chah Mein,
Khushaamad Salaam Ilteja Ehtaraam,
Kya Kya Karein Teri Chah Mein,
Shagufta Dili Tum Hi Se Mili,
Ajab Kaifiyat Hai Nigah Mein.
Gul-E-Yasmin Jis Se Seekhe Hai Shohkhiyan,
Khushbu Bhi Aake Maange Roz Nazdeekiyan,
Gul-E-Yasmeen Jis Se Seekhe Hai Shohkhiyan,
Khushboo Bhi Aake Maange Roz Nazdeekiyan,
Ghazal Guftagoon Huyi Rubaru,
Ke Shayar Khade Ishq Raah Mein,
Ghazal Guftagoon Huyi Rubaroo,
Ke Shayar Khadey Ishq Raah Mein,
Shagufta Dili Tum Hi Se Milee,
Ajab Kaifiyat Hai Nigah Mein.
[Instrumental Music Continues]
Khud Fursaton Ne, Milaya Ikminaan Se,
Tahammal Sukoon Khade, Dekhe Hain Hairan Se,
Khud Fursaton Ne, Milaaya Ikminaan Se,
Tahammal Sukoon Khadey, Dekhe Hain Hairaan Se,
Haan Karke Deedar Badha Aitbaar,
Sartaaj Ka Toh Allah Mein,
Haan Karke Deedar Badha Aitbaar,
Sartaaj Ka Toh Allah Mein,
Shagufta Dili Tumhi Se Mili,
Ajab Qaifiyat Hai Nigah Mein.
Shagufta Dili Tumhi Se Mili,
Blooming heart you granted me…
Ajab Kaifiyat Hai Nigaah Mein,
How intoxicatedly content are your eyes.
Yo Mohabbatein, Janoon Wazzatein,
Khumari Hai Teri Panaah Mein,
Shagufta Dili Tumhi Se Mili, Ajab Qaifiyat Hai Nigah Mein.
This passionate love is elated in the pleasures of your embrace so tight.
Blooming heart you granted me… How intoxicatedly content are your eyes.
Bekhud-Mijaazi Se Waqif Karaa Gaye,
Neembaaz Aankhon Se Ye Kya Sikha Gaye,
Introducing me with ease of being carefree,
what you taught me with those luring but light eyes.
Naya Raabta, Huwe Laapata,
Ye Gumgashtagi Kaisi Raah Mein,
New strings, new connections while being lost I found.
What sort of missing I am on the way of my stride.
Shagufta Dili Tum Hi Se Milee,
Ajab Kaifiyat Hai Nigah Mein.
Blooming heart you granted me…
How intoxicatedly content are your eyes.
Kaise Tasneem Karein,
Rooh-E Masroor Ko,
Khush-Tar Adaaon Ne Poocha Ye Noor Ko,
How do I acknowledge the greatness of ever happy soul?
asked the joyful grace from the engulfing light.
Khushaamad Salaam Ilteja Ehtaraam,
Kya Kya Karein Teri Chah Mein,
Greet! Cajole! Request or Honor, what all shall I do in your desire and delight.
Shagufta Dili Tum Hi Se Mili,
Ajab Kaifiyat Hai Nigah Mein.
Blooming heart you granted me…
How intoxicatedly content are your eyes.
Gul-E-Yasmeen Jis Se Seekhe Hai Shohkhiyan,
Khushboo Bhi Aake Maange Roz Nazdeekiyan,
From you, the jasmine flower beautifies.
Scents crave to be closer to you if they might.
Ghazal Guftagoon Huyi Rubaru,
Ke Shayar Khade Ishq Raah Mein,
‘Ghazal’ like soft affectionate words are exchanged.
Poets are in the chambers of love, so bright!
Shagufta Dili Tum Hi Se Mili,
Ajab Kaifiyat Hai Nigah Mein.
Blooming heart you granted me…
How intoxicatedly content are your eyes.
Khud Fursaton Ne, Milaya Ikminaan Se,
Tahammal Sukoon Khade, Dekhe Hain Hairan Se,
Leisures introduced me to contentment and truce…
Satisfying accord stares at an astonishing sight.
Haan Karke Deedar Badha Aitbaar,
Sartaaj Ka Toh Allah Mein,
Yes. Sartaaj’s faith has strengthened after seeing you…
In Almighty and his blessings upright.
Shagufta Dili Tumhi Se Mili,
Ajab Qaifiyat Hai Nigah Mein.
Blooming heart you granted me…
How intoxicatedly content are your eyes.